How to remove dark circles in Hindi | Dark Circles Kaise Hataye

Last Updated: March 13, 2024 by admin

Kaise ho dosto! Agar aap how to remove dark circles in Hindi ya phir dark circles kaise hataye ya simply how to remove dark circles under eyes permanently ke baare mein vistar se jaana chahte hain toh aap Sahi jagah par aaye ho.

Kyunki is article mein main aapko bataunga ki how to remove dark circles naturally at home ki puri jankari dunga.

Toh chaliye dosto agar aap how to remove dark circles permanently at home in Hindi ki puri jankari lena chahte ho. Toh aap bane rahiye mere sath is article mein.

Is article mein main aapko jo bhi tips bataunga agar aap waisa hi kroge toh main apko 100% guarantee deta hoon ki aap easily Dark Circles ko remove kar Sakoge.

यह भी पढ़ें: 5+ बढ़िया Patanjali Weight Gain Products जो कि Best हैं

How to remove dark circles in Hindi | Dark Circles Kaise Hataye
How to remove dark circles in Hindi | Dark Circles Kaise Hataye

How to remove dark circles in Hindi | Dark Circles Kaise Hataye

 
Dosto jaisa ki hum sab jante hain ki dark circles under the eyes kisi ko bhi ho sakte hain chahe woh admi ho ya aurat. Aur agar aap Khubsurat hai lekin aapki eyes ke upar dark circles hain to aap ki khoobsurti thodi kam ho jayegi.
 
 
Aise mein har koi chahta hai ki mai khoobsurat dikhun. Lekin dark circles hone ki wajah se wo itna khubsurat nahi hota hai jitna without dark circles. Aur agar aap sahi samay pe in dark circles, ka ilaj kar dete ho to ye aasani se nikal jate hain.
 
Lekin agar aap late ho jate ho to ye permanently rehte hain. Yani ke ye kabhi bhi khatam nahi hote hain isliye mai aap ko. Aaj how to eyes dark circle remove in Hindi ke bare mein btane jaa raha hoon.
 
To chaliye pehle jaan lete hain ke ye dark circles akhir hote kyun hote hain inki ane ki wajah kya hoti hai asan bhasha mein.
 
यह भी पढ़ें: 5+ Best Cough Syrup India 2024सबके लिए (Adults/Kids)
 

What Causes Dark Circles

Aise bohat sare factors hain jinki wajah se dark circles hote hain. To chaliye one by one sab ke baare mein jaan lete hain.
 
1) Lack of Sleep 
 
Ji haan dosto agar aap bohat kam sote ho to ye ek bahut badi wajah hai dark circles hone ki. Aur agar aap zyada sona start kr denge to apki ye problem dark circle kaise hataye solve ho jaegi. Mera zyada sone ka matlab ye hai ke ap 6-8 ghante soyein ye nhi ke bs sote rahein hahahah.
 
अगर आप जितना ज्यादा खाओगे उतनी ज्यादा आपकी नींद जो है वह दूर होगी. और आपकी बॉडी काम करेगी जिसकी वजह से डार्क सर्कल जो है वह दूर होंगे 100%.
 
इसीलिए जितना हो सके उतना आप सोने की कोशिश करिए और ज्यादा सोने की कोशिश करिए.
2) Late Night jagna 
 
Aise bohat sare log hote hain jo ki Raat bhar jagte rehte hain. Ya to wo chatting karte rehte hain ya phir mobile phone use karte rehte hain. Ye bhi ek bohat badi wajah hai dark circles Hone ki.
 
यह भी पड़ें: 11 Best Whey Protein India 2024 जो कि एक दम बढ़िया से बढ़िया हैं
How to remove dark circles in Hindi | Dark Circles Kaise Hataye
how to get rid of dark circles under eyes fast
 
3) Age
 
Age bhi ek eham role play karti hai dark circles hone ki. Kyunki jaise jaise aapki age badhti jati hai waise waise aapki skin thin hoti rehti hai.
 
Aur aap ke jo black vessels hote hain woh nikalna ya phir dikhna shuru ho jate hain. Jinki wajah se black yani dark circles dikhte hain.
 
4) Stress 
 
Agar aap tension lete ho ya phir aapko kisi cheez ki tension hai. To wo bhi ek reason hota hai dark circles paida hone ka. To jitni kam ap tension lo ge ya jitne kam time aap log stress mein rahoge utna best rahoge ap.
 
5) Pani ki kami 
 
Agar aap kisi bhi wajah se pani kam pite ho. To ye bhi ek eham role paida karta hai dark circles paida karne ka.
 
6) Motapa 
 
Agar aap mote hain to ye bhi ek wjah hoti hai dark circles ki. Agar aap how to lose weight in Hindi ke baare mein padhna chahte hain to yahin click kariye “Exotic Irfan
 
Is article Mein mene apko bataya hai ki aap kaise aasani se apna weight loss kar sakte ho wo bhi naturally.
 
7) Zyada Salt khana 
 
Agar aap namak khana jyada pasand karte hain to ye bhi dark circles hone ki wajah banta hai. Toh dosto ab hum jante hai ki Dark Circles kaise Hataye yani How to remove Dark Circles in Hindi.
 
यह भी पढ़ें: 5 Photo Banane Wala App Download करिए जो बढ़िया से भी बढ़िया हैं

Dark Circles kaise hataye

Dosto ab mein aap ko step-by-step bataunga ki aap dark circles kaise hataye. Aur apko bus uun steps to follow karna hoga.
 
1) Use Snow 
 
Dark circles ko hatane ke liye aap baraf ka istemal kar sakte hain. Bas apko karna ye hoga ki baraf ko apni aankhon pe jahan jahan dark circles hain. Wahan par baraf ki malish karni hogi slowly slowly.
 
Is se hoga ye ki jo aapke black vessels honge woh remove ho jar. Jiski wajah se aap easily dark circles ko remove kar sakte ho.
 
यह भी पढ़ें: जानिए Depression meaning in Hindi के साथ डिप्रैशन की A-Z जानकारी
 
2) Take Enough Sleep
 
Aap Jitna ho sake raat ko jaldi so Jaiye. Aur kam se kam 7 Se lekar 8 ghante neend zaroor puri kariye. Aisa karne se aap aasani se dark circles ko remove kar sakte ho woh bhi bina kisi problem ke.
 
Kyunki aisa ek study में आया है के जो जितना late sota है. उसका जिस्म बोहत काम rest le पाता है. जिसकी वजह से उसको डार्क सर्कल हो जाते हैं. इसी लिए में आपको ये केह रहा हूं के आपको रात को जल्दी से सो जाना चाहिए.
How to remove dark circles in Hindi | Dark Circles Kaise Hataye
How to remove dark circles in Hindi | Dark Circles Kaise Hataye
 
3) Almond Oil 
 
Aap sone jao to badam ke tail (oil) ki apni aankhon pe malish kar lijiye aur puri raat ko aise hi chod dijiye. Jaise hi aap Subah uth jaoge to thande pani se apne muh ko dho lijiye aur thande pani se apni ankhon mein shinte mariye.
 
Aisa karne se bhi aap dark circles ko remove kar sakte ho. क्यूंकि बोहत सारे सेलिब्रिटीज ऐसा ही करते हैं इसी लिए दोस्तो मैने ये टिप्स आपको दी.
 
यह भी पढ़ें: जानिए बहुत ही बढ़िया Patanjali Products to lose weight
 
4) Potato
 
Dark circles ko remove karne ke liye aap Aloo ka bhi use kar sakte ho. Isme aap ko karna ye hoga ki apko pehle alu ka juice banana hoga. Aur usme ek chammach honey aur ek nimbu ka ras dalna hoga.
 
Ab in teeno ko mix karke apni Aankhon pe jahan par dark circles hain wahan lagana hoga. Kam se kam 20 minute ya phir Aadha ghante baad apne muh ko thande pani se dho lena hoga. Isse bhi aap asani se dark circles ko remove kar sakte ho.
 
5) Eat Iron Food 
 
Aap jitna ho sake utna iron wale food khaye. Iron wale food jaise ki fish, meat, eggs, wheat grains wagera wagera. Ye bhi aap ko dark circles remove karne mein madad karenge.
 
यह भी पढ़ें: जानिए Menopause meaning in Hindi, मेनोपॉज की पूरी A-Z जानकारी
 
6) Water
 
Jaisa ki maine aapko pehle bhi bataya tha ki Pani bahut hi important hota hai hamari body ke liye. Isi liye agar aap jyada pani pite ho to is se bhi aap dark circles ko remove kar sakte ho.
 
7) Use Cream
 
Aisi bohat sari creams hoti hai jo ke aap use kar sakte ho yani dark sarkal remove cream aur dark sarkal cream patanjali. Ye jo mene niche cream di huyi hein aap in meinse koi bhi ek cream kharid sakte ho badiya Cream hain. Inko use karne se apko bohat benefit milega.
 

Dark circles removal tips in Hindi

Here are some tips to help reduce dark circles:

  1. Get enough sleep: Lack of sleep can lead to dark circles, so it’s important to get enough sleep every night. Aim for 7-8 hours of sleep per night.

  2. Hydrate yourself: Drinking plenty of water can help keep your skin hydrated and reduce the appearance of dark circles.

  3. Use a cold compress: Applying a cold compress, such as a chilled spoon or a cold tea bag, to your eyes can help reduce puffiness and dark circles.

  4. Use eye creams: Eye creams containing ingredients like vitamin C, retinol, or caffeine can help reduce the appearance of dark circles.

  5. Protect your skin: Protect your skin from the sun by wearing sunglasses and using sunscreen. Sun damage can cause dark circles and make them worse.

  6. Apply cucumber or potato slices: Applying chilled slices of cucumber or potato to your eyes can help reduce dark circles.

  7. Manage stress: High stress levels can cause dark circles, so managing stress through activities like meditation or yoga can help.

These tips can be helpful in reducing the appearance of dark circles, but it’s important to remember that some people may have a genetic predisposition to dark circles, and they may not completely disappear.

 

Posts jo apko achi lgengi

Udyog Aadhaar kya hai? Udyog Aadhaar Benefits in Hindi

International Bank Account mein khata Kaise khole
What is GST in Hindi? | GST details in hindi (Puri Jankari)

Final Words

Toh Dosto aaj k is article mein maine aapko bataya ki How to remove dark circles in Hindi aur Dark Circles Kaise Hataye.

Main umeed karta hun ki aapko How to remove dark circles in Hindi aur Dark Circles Kaise Hataye or how to remove eye bags permanently ke bare mein puri jankari bahut hi acchi lagi hogi.

Agar Apke pas koi bhi doubt hai yani koi bhi sawal hai. Toh niche comment kark aap apna wo doubt ya phir question puch skte hain. Aur agar aap ye chahte ho ki ye jankari dusron tak bhi pahunche to is article ko aap apne doston ko share bhi kar sakte ho.
Thanks.

FAQs

Q. Can multani mitti remove dark circles?

Ans. Yes.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *