5 Most Popular and Best Bank in India (Puri Jankari)-min

5 Most Popular and Best Bank in India 2024 (Puri Jankari)

Last Updated: March 15, 2024 by admin

Kaise ho dosto! Agar aap best bank in India to open an account ke baare mein vistar se jaana chahte hain.

Toh aap bilkul sahi jagah par aye ho kyunki is article mein main aapko top banks in India ki puri jankari dunga.

Bank hamari Zindagi mein bohat hi zyada eham role play karte hain. Chahe hamein apne business ka koi Kam karna ho.

Ya phir to hamien apni much personal savings, karne hon. Jese ki pese bhejna, paise receive karna ya phir to NEFT karna.

Had jagah pe bank ek eham role play karta hai. Isi liye aj ka Mera, ye article is ke upar hai.

Jismein mein apko btaunga kuch aise behtreen banks. Jahan par aap apna account khologe to apko bohat benefits bhi milenge.

5 Most Popular and Best Bank in India (Puri Jankari)-min

The best bank in India for savings account

Waise dekha jaye to har ek Bank apni apni jagah achha hi hota hai. Lekin woh Bank sabse accha hota hai. Jo apne sath sath customer ke baare mein bhi achha soche.

Aur aaj ke is Zamane mein aise bahut sare log hote hain. Jo ke sirf aur sirf apne baare me hi sochte hain.

Dusron ke baare mein to bilkul bhi nahi sochte hain. Par isi beach main agar aap apna business aage lena chahte ho.

To aap ko dusro ke baare mein bhi sochna hoga tabhi aapko safalta milegi. Agar ham which is best bank in India?

Ki baat karein to mene niche sab badiya banks ke bare mein btaya hai. Aur isi beach main aise bhi acche banks hai India mein.

Jo ki bahut accha kaam kar rahe hain logo ke liye. Jaise ki cashback offers date hain, interest badhiya lagate hain, aur bhi bahut sari facilities provide karte hain.

Lekin kisi ek bank ko choose karna uus Insaan ke liye theek sabit nahi hota hai. Jab tak woh uske sath dealing na kare.

Lekin, don’t worry guys, main aap ke liye aise the 5 most popular and best bank in India 2024 lekar aaya hoon. Jo apko bohat hi zyada pasand bhi ayenge.

Also Read

Aur agar aap in banks mein account open karte ho to is mai aap ko koi nuksan bhi nahi hoga kyunke trusted bank hain ye.

Ye sare ke sare banks best see bhi best hain aur trusted bank hain. To chaliye Dosto inke baare mein jaan lete hain.

Banking graph

Which is the best bank in India?

In sab Banks ke naam mene diye huye hain wo bhi one by one. Isi liye dosto agar ap top bank in India list ke bare mein Janna chahte hain.

To niche aap un sabke bare mein jaan sakte ho.

1) State Bank Of India

State Bank of India

State Bank of India ek Indian multinational public sector banking and financial services company hai. Jo ki government-based bank hai aur ye India ka best bank bhi hai.

Is bank ko hum SBI ke naam se bhi Jante hain. Aur yeh Bank aapko India ki har ek state mein dekhne ko milega.

Sirf state mein hi nahi balki state ki kayi sari jagahon mein aapko State Bank of India dekhne ko milega. Agar aap which bank is best for fixed deposit janna chahte ho to SBI best hai sabse.

Aur ye Bank bohat hi trusted Bank hai aur agar aap ne is Bank me account nahi open kiya hai. To aap account open kar lijiye kyunki State Bank of India ek best bank in India hai.

Agar meri baat kroge to ye Mera sabse favorite bank hai. Jo ki Mera all time best hai. इसीलिए मैंने स्टेट बैंक ऑफ इंडिया बैंक को अपने पहले नंबर पर रखा है.

Features: State Bank of India ke kayi sare features aap ko dekhne ko milenge jaise ki:

Dosto agar aap State Bank of India ki official website ke upar Jaana chahte ho. To yahan par click kariye “State Bank of India

2) ICICI Bank

ICICI bank

ICICI Bank bhi ek Indian multinational public sector banking aur financial services company hai.

State Bank of India ki tarah apko ICICI Bank bhi India ki har ek state mein dekhne ko milega.

Sirf state mein hi nahi balki state ki kayi sari Jagahon mein aapko ICICI Bank dekhne ko milega.

Aur ye Bank bhi bohat hi trusted Bank hai aur agar aapne is Bank me account nahi open kiya hai.

To aap account open kar lijiye kyunki ICICI Bank bhi ek bohat hi badiya bank hai.

Features: ICICI Bank ke kayi sare features aap ko dekhne ko milenge jaise ki

  • Government & Private based Bank hai
  • Insurance provide karta hai
  • Interest bhi low lagata hai
  • Credit card, debit card bhi deta hai
  • Credit card gum hone mein credit card ko block karne ki facility deta hai
  • Kayi tarah ke offers deta hai
  • Bohat hi zyada secure payment karta hai
  • Online internet banking bhi available hai
  • Kayi tarah ke cashback offers deta hai wagera wagera

Dosto agar aap ICICI Bank ki official website ke upar Jaana chahte ho to yahan par click kariye “ICICI Bank

3) Punjab National Bank

5 Most Popular and Best Bank in India (Puri Jankari)

Punjab National Bank bhi ek Indian multinational public sector banking aur financial services company hai.

Ye bank ek state-owned corporation-based bank hai Jo ki 1894 mein found kiya gaya tha.

Agar hum 2017 ki baat kare to Punjab National Bank ke 80 million se jyada customers ho chuke hain.

Aur iski 6937 branches hain aur is ke 10681 se zyada ATM hain 764 cities mein hain. Jis se aap andaza laga sakte hai ki kitna Mashoor bank hai aur ek best bank in India hai.

State Bank of India ki tarah apko Punjab National Bank bhi India ki har ek state mein dekhne ko milega.

Sirf state mein hi nahi balki state ki kayi sari Jagahon mein aapko Punjab National Bank dekhne ko milega.

Aur ye Bank bhi bohat hi trusted Bank hai aur agar aapne is Bank me account nahi open kiya hai.

To aap account open kar lijiye kyunki Punjab National Bank ek bohat hi badiya bank hai.

Features: Punjab National Bank ke kayi sare features aap ko dekhne ko milenge jaise ki:

  • Government ke sath Private based Bank hai
  • Insurance aur loan provide karta hai
  • Interest bhi kam hai
  • Credit card bhi deta hai
  • Credit card gum hone mein credit card ko block state-owned ki facility deta hai
  • Kayi tarah ke cashback offers deta hai
  • Bohat hi Secure payment krta hai
  • Online internet banking provide karta hai
  • Kayi tarah ke cashback offers deta hai wagera wagera

Dosto agar aap Punjab National Bank ki official website ke upar Jaana chahte ho to yahan par click kariye “Punjab National Bank

4) Axis Bank

Axis

Axis Bank bhi ek third sabse bada private sector bank hai India mein. Jo ki kayi tarah ki best facilities customers ko provide karta hai.

Is ki 3703 branches hain aur 13,814 ATMs hain aur saath hi saath mein 9 international bank offices hain.

Also Read:

Jis se aap andaza laga sakte hai ki kitna Mashoor bank hai. State Bank of India ki tarah apko Axis Bank bhi India ki har ek state mein dekhne ko milega.

Axis Bank bhi bohat hi trusted Bank hai aur agar aap ne is Bank me account nahi open kiya hai.

To aap account open kar lijiye kyunki Axis Bank ek best bank in India hai.

Features: Axis Bank ke kayi sare features aap ko dekhne ko milenge jaise ki

  • Private based Bank hai
  • Insurance aur loan provide karta hai
  • Interest badiya provide krta hai
  • Har tarah ke cards bhi deta hai
  • Kayi tarah ke offers deta hai har jagah par
  • Bohat hi zyada Secure hai
  • Online internet banking ki suvidha deta hai
  • Kayi tarah ke cashback offers deta hai wagera wagera

Dosto agar aap Axis Bank ki official website ke upar Jaana chahte ho to yahan par click kariye “Axis Bank

5) HDFC Bank

HDFC bank

HDFC Bank bhi ek Indian banking aur financial services company hai. Sath hi sath mein sabse bada private sector bank hai India mein. Jo ki kayi tarah ki best facilities customers ko provide karta hai.

Is ke 88,253 permanent employees hain aur India ke sath sath iske offices Bahrain, Hong Kong aur Dubai mein bhi hain.

Jis se aap andaza laga sakte hai ki HDFC Bank kitna Mashoor bank hai aur ek best bank in India hai.

State Bank of India ki tarah apko HDFC Bank bhi India ki har ek state mein dekhne ko milega.

Agar aapne is Bank me account nahi open kiya hai to aap account open kar lijiye. Kyunki HDFC Bank bhi bakiyon ki tarah superb bank hai.

Features: HDFC Bank ke kayi sare features aap ko dekhne ko milenge jaise ki

  • Private based Bank hai
  • International Bank offices hain
  • Insurance aur loan provide karta hai
  • Interest bhi Kamal ka deta hai
  • Credit card ke sath sath debit card bhi deta hai
  • Kayi tarah ke offers deta hai
  • Online shopping mien 30% off deta hai
  • High Secure
  • Online internet banking bhi provide karta hai
  • Kayi tarah ke cashback offers deta hai wagera wagera

Dosto agar aap HDFC Bank ki official website ke upar Jaana chahte ho to yahan par click kariye “HDFC Bank

Posts jo apko achi lgengi

Final Words

Toh dosto aaj k is article mein maine aapko bataya Best Bank in India to open an account .

Main Puri umeed karta hun ki aapko Best Bank in India aur Best Bank in India to open an account ke bare mein puri jankari bahut hi acchi lagi Hogi.

Agar Apke Pas koi bhi doubt hai ya phir koi bhi sawal hai jo aap hamse puchne chahte ho toh niche comment kark aap apna wo doubt ya phir question puch skte Hain.
Thanks.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *