Beti Bachao Beti Padhao in Hindi essay | Speech (Puri Jankari)

Beti Bachao Beti Padhao in Hindi essay | Speech (Puri Jankari)

Last Updated: March 15, 2024 by admin

Beti Bachao Beti Padhao in Hindi | Beti Bachao Beti Padhao essay

Kaise ho dosto! Agar aap beti bachao beti padhao in Hindi ya phir beti bachao beti padhao in Hindi essay ya phir speech on beti bachao beti padhao in Hindi ke baare mein vistar se jaana chahte hain.

Toh aap bilkul sahi jagah par aye ho kyunki is article mein main aapko Beti Bachao Beti Padhao in Hindi aur Beti Bachao Beti Padhao essay aur Beti Bachao Beti Padhao in Hindi Speech ki puri jankari dunga.

Toh chaliye Dosto agar aap beti bachao beti padhao in Hindi poem Ki puri jankari lena chahte ho.

Aur iske bare mein sab kuch Janna chahte ho to mein apko 100% guarantee deta hun. Ke apko Mera ye article pura pasand ayega aur mein apne se to puri jankari dene ki bhi koshish karunga.

Toh aap sabhi log bane rahiye mere sath is article mein. Is article mein main aapke wo sare doubts bhi clear karunga.

Jo apke dimag mein beti bachao beti padhao nibandh in Hindi ke related uth rahe honge. Aur iske bare mein A to Z btane jaa rha hun so ap mera ye article pura padhein niche tak.

Beti Bachao Beti Padhao in Hindi essay | Speech (Puri Jankari)
Beti bachao beti padhao nare in Hindi

Beti Bachao Beti Padhao in Hindi essay, Speech (Puri Jankari)

Jesa ki hum sab Jante hain ki hamare samaj mein pehle se hi. Aurton ko kam value di gayi hai as compared to aadmi ke.

Hanlan ki Shehar mein aisa bilkul bhi nahi hota hai. Kuch Chand hi log aise hote hain jo Ladkiyon ko kam value date hain ladko ke.

Lekin ye samasya Gaun mein kaafi Jyada hoti hai. Aur wahan par Ladkiyon ko Jyada tawajo nahi dete hain jitni ke ladko ko milti hai.

Woh Aisa isliye karte hain ki un sab ka maanna ye hai ke. Ladke unke pariwar ko Aage badhaenge aur ladki ye nahi krengi.

Kyunki Shaadi ke baad ladkiyan apne Sasural chali jayengi. Aur wo ladke yahi par rahenge isiliye woh na to Ladkiyon ko padhate hain.

Aur na to itni Jyada tawajo date hai jitni ke ladko ko milti hai.

Lekin wo log ye nahi jante ke jo ladki unke Ghar ayegi. Woh bhi to kisi ki Beti hogi aur unke Parivar ko Aage lekar jayegi.

Kyunki woh to Aurat se hi Aage badega na ki sirf aur sirf ladke se.

Aur Woh yeh bhi samjhte hain ke Beta bada hokar job karega. Woh jo paise kamaayega wo apni maa baap ko dega.

Lekin Beti agar padegi aur job karegi to wo sara Paisa apne Sasural walon ko hi degi.

In sab cheezon ke karan kuch log aise hote hain. Jo ki beti ki Hatya kar dete hain wo bhi pait mein taake beti ka Janam hi na ho.

Aur kuch log aise bhi hote hain jo ki Beti ki shadi Bachpan mein hi karwa dete hain. Isi cheez ko Rokne ke liye Sarkar ne Beti Bachao beti padhao ka Abhiyan start kiya hai.

Jiske kaafi sare benefits betiyon ko diye gaye hain.

Chaliye Dosto vistar se jaan lete hain beti bachao beti padhao paragraph ke baare mein.

In English: It is basically a campaign started by the government of India (GOI) that aims just to remove gender discrimination and provide better education to girls.

यह भी पढ़ें: 700 से ज़्यादा Best Instagram Captions for Boys, Girls, Friends

Beti Bachao Beti Padhao in Hindi essay | Speech (Puri Jankari)
Beti padhao beti bachao

Beti Bachao Beti Padhao in Hindi (Starting Jankari)

Beti Bachao beti padhao Yojana 22 January 2015 ko bharat ke Pradhan Mantri Narendra Modi ne ki thi.

Aur is Yojana ka saaf saaf matlab tha ki Beti aur Bete ko ek he manta dena. Jis ki madad se na to beti ki kok mein hi hatya ho. Aur na to ladko se kam inhe Samjha Jaye.

Beti Bachao beti padhao ki Brand Ambassador Madhuri Dixit hain. Aur Beti Bachao beti padhao ki dekh rekh ke liye 3 Mehilayen hain.

Jinka naam hai Mahila evam Bal Vikas, Swasthya evam Parivar Kalyan aur Manav Sansadhan Vikas Mantralaya.

Beti bachao beti padhao ka budget 100 crore hota hai. Aur iss ka Sidha Sidha matlab hota hai Choti Choti bachiyon ki madad karna.

पॉलिटिक्स चाहे जैसी भी हो लेकिन आज भी कई सारे राज्यों में इसका काफी अच्छे से काम होता है. और बेटी पढ़ाओ बेटी बचाओ का बहुत सारी बच्चियां फायदा उठाती है.

यह भी पड़ें: Chotu Dada कि देखिए हर एक Comedy Videos बिल्कुल Free

Small girl
Beti bachao beti padhao 8 to 32 year

Beti Bachao Beti Padhao Scheme Benefits

Beti Bachao beti padhao ke bahut saare benefits government ne diye hain. Chaliye बेटी बचाओ बेटी पढ़ाओ योजना लाभ 1 by 1 karke sab ke baare mein jaan lete hain.

  • Sarkar ne betiyon ko padhane ke liye sara ka sara Kharcha khud uthaya hai
  • Aisi choti betiyan jo pad nahi sakti hain unke liye kayi tarah ki schemes aur scholarship banai gai hain
  • Kyunki aise bohat sare Garib log hain jo ke baccho ko Padha nahi sakte hain
  • Isi wajah se government ne aisi scholarships bnayi hain. Jinki wajah se aap apni betiyon ko pdha sakte ho
  • Government ne Padhayi ke sath sath khane Peene ki bhi bohat sari facilities di huyi hain
  • Har Gaun mein ek Centre zaroor diya hai jahan pe betiyon ke liye Kayi tarah ka saman milta hai Jaise ke chawal, Atta wagera wagera.
  • Bharat Sarkar ne betiyon ke liye aise khaate banko mein khulwaye hain. Jisme ke beti ke Mata Pita uske Naam par paise Jama karwa sakte hain
  • Jaise hi Beti 18 Se Lekar 29 saal ke beech mein shaadi karegi. To wo Paise usko merchant ke Dwara milenge aur shayad Dugni Keemat hogi.
  • Sarkar Ne betiyon ke liye kuch aisi bhi schemes bnayi hain ke. Jaise hi beti Paida hoti hai to usko puri verification ke baad. Uske khate Mein 2 lakh rupees Diye Jayenge.
  • Sarkar ne betiyon ke liye fees Maaf bhi karwayi hai
  • Agar beti chahe to wo private school mein bhi padh sakti hai. Aur wahan par woh bina fees ke padegi aur uski sari fee government Dengi
  • Agar apki betiyan college mein padhti hain. To sarkar ne unke liye adhi qeemat scooty bhi dilwane ka faisla kiya hai

यह भी पढ़ें: PUBG Skins Free में कैसे लें? जानिए इसकी A-Z जानकारी

Cute baby
Beti bachao beti padhao in English

Beti Bachao Beti Padhao Scheme Eligibility

Dosto agar aap ek Pita ho ya phir Mata ho aur aap apni beti ko is Yojna ka Labh uthane ke liye unka Naam Darz karwana chahti ho.

To uske liye aapko Ye Jana zaroori hai ki uski eligibility kya hai.

  • Sabse pehle to aap Bhartiya (Indian) hone chahiye
  • Yadi aap Bharat ke bahar rehte ho to ye scheme aapke liye nahi hai
  • Aap ki beti 10 saal se choti honi chahiye
  • Agar Woh dus saal se badi hai to wo is yojana ka istemal nahi kar sakti hai
  • Beti ka bank account Khata zarur hona chahiye
  • Isi liye agar aap ki beti ka Bank mein Khata nahi hai
  • To aap bank mein account Khulwa Lijiye

यह भी पढ़ें: SBI net banking online registration कैसे करें? सबी नेट बैंकिंग

Beti bachao beti padhao in Hindi
बेटी बचाओ बेटी पढ़ाओ निबंध 100 शब्दों में

Beti Bachao Beti padhao yojana mein Apply kaise karein

Agar aap is scheme mein apni beti ka naam Darj karvana chahte hain. To uske liye online application form fill karein.

Ya phir offline bhi kar sakte ho aur jayada Jankari ke liye sarkari bande Se salah le.

Online form aap yahan fill kar skte hain “Beti Bachao Beti Padhao

Beti bachao beti padhao speech in Hindi

बेटी बचाओ, बेटी पढ़ाओ एक राष्ट्रीय संकल्प है, जो हमारे समाज के लिए बहुत महत्वपूर्ण है. हम सभी को समझना चाहिए कि एक समाज का विकास उसकी स्त्रियों के विकास पर निर्भर करता है. यह आज भी हमारी समाज में बेटियों को लेकर आम सोच है कि उन्हें केवल घर का काम करना चाहिए और उन्हें शिक्षा नहीं दी जानी चाहिए.

हम जानते हैं कि बेटियों को शिक्षा देना बहुत आवश्यक है. क्योंकि उन्हें शिक्षा से हमारे समाज का विकास होगा और वे अपने आप को समाज में सम्मानित महिलाओं के रूप में साबित कर सकेंगी. इसलिए, हम सभी को बेटियों को शिक्षित करने के लिए सहयोग करना चाहिए.

बेटी बचाओ, बेटी पढ़ाओ की अभियान को सफल बनाने के लिए. हमें बेटियों की सुरक्षा को भी ध्यान में रखना आवश्यक है. हमें सभी बेटियों को सुरक्षित रखने के लिए सहयोग करना चाहिए.

Posts jo apko achi lgengi

10 Green tea benefits in Hindi | Green tea ke fayde(Puri Jankari)
15 Best Business Ideas in Hindi with low investment(Puri Jankari)
How to Improve Handwriting in Hindi (Powerful Tips)
35 Best Motivational quotes in Hindi for Students with images
15 benefits of yoga in Hindi | Importance of yoga in Hindi

Final Words

Toh dosto aaj k is article mein maine aapko bataya beti bachao beti padhao in Hindi aur beti bachao beti padhao essay aur beti bachao beti padhao in Hindi speech wo bhi detail mein.

Main Umeed Karta Hun Ki aapko iske ke bare mein puri jankari bahut hi acchi lagi Hogi.

Agar apke pas koi bhi doubt hai ya phir koi bhi sawal hai. Jo aap hamse puchna chahte ho toh niche comment kark aap apna wo doubt ya phir question puch skte Hain.
Thanks.

Comments

2 responses to “Beti Bachao Beti Padhao in Hindi essay | Speech (Puri Jankari)”

  1. Mukesh Jadaun Avatar
    Mukesh Jadaun

    Bahut Shandar Likha hai Apne Beteiyon ke bare me

    1. admin Avatar
      admin

      Thanks Mukesh Bhai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *