Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language (Updated)

Last Updated: February 27, 2024 by admin

Kaise ho dosto! Agar aap Mahatma Gandhi in Hindi ya phir About Mahatma Gandhi in Hindi ya phir Mahatma Gandhi essay in Hindi ke baare mein vistar se jaana chahte hain.

Toh aap bilkul sahi jagah par aye ho kyunki is article mein main aapko bataunga Mahatma Gandhi speech in Hindi.

Mera ye article pura padhne ke baad mein Puri aasha karta hun. Ke apko gandhiji story in Hindi ke bare mein Puri jankari mil jaegi.

Toh chaliye dosto agar aap Mahatma Gandhi in Hindi biography ki puri jankari lena chahte ho.

Iske liye aap bane rahiye mere sath is article mein. Is article mein main aapko full Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language ke bare mein vistar se btane jaa rha hun wo bhi detail mein?

Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language (Updated)
Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language

Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language

Agar hum Hindustan ke itehas ki baat kare toh aise bahut sare leaders ke naam samne aate hain. जिन्होंने भारत देश के लिए कुछ ना कुछ जरूर किया हुआ है और अपनी जान भी दी हुई है.

Jaise ki Pandit Jawaharlal Nehru ho gaye, Subhash Chandra Bose ho gaye, Indira Gandhi ho gayi, Apj Abdul Kalam wagera wagera.

Aur in sab naamon ke beech mein ek naam aata hai Mahatma Gandhi. Ye wo naam hai isne sirf India mein hi nahi.

Balki Puri dunya mein apna roob dala hai. Aur har koi chote se chota aur bade se bada Inka naam janta hain.

Har ek leader ne apna pura yogdan diya hai Bharat desh ko Azad karwane ke liye.

Aur isi beech mein Mahatma Gandhi ji ne bhi apna pura yogdan diya hai is Desh ko azad karane ke liye.

Dosto aaj ke is article mein hum unki biography of mahatma gandhi in Hindi ke baare mein hi baat karenge.

यह आर्टिकल एक बहुत ही छोटा सा आर्टिकल है जहां पर हम very short biography of mahatma gandhi in hindi जानेंगे.

अगर आप भी 10 points on mahatma gandhi in hindi के बारे में जानना चाहते हो तो मेरा यह आर्टिकल पूरा पढ़िए.

क्योंकि हम सारे भर्तियों को mahatma gandhi ke bare mein जानना बहुत ही जरूरी है.

Mein zyada deep nahi jaunga but phir bhi Puri koshish karunga ke aapko sab kuch important important bta sakun Mahatma Gandhi history in Hindi.

Jisse ke aapko kaafi asani ho inke bare mein janne ki.

यह भी पढ़ें: Chotu Dada कि देखिए हर एक Comedy Videos बिल्कुल Free

About Mahatma Gandhi in Hindi

Mahatma Gandhi Ji ka pura naam Mohandas Karamchand Gandhi tha. Aur wo 2 October 1869 ko ek Gujarat ke ek chote see shehar Porbandar mein paida huye.

In ke pita ji ka naam Karamchand Gandhi tha. Aur agar ham inki mother ki baat karein to. Mahatma Gandhi ji ki Mata ji ka naam Putlibai tha. 

In ke Pita ji Porbandar shehar ke Diwan hua karte the. Aur unki Mata ji ek dharmik aurat yani mahila thi.

Mahatma Gandhi ki shadi choti umar mein hi ho gayi thi jab woh 13 saal ke the. Aur unki patni ka naam Kasturba Gandhi tha.

Jo ke Mahatma Gandhi ji se ek saal badi thi yani Kasturba Gandhi ki Umar 14 saal thi.

यह भी पढ़ें: PUBG Skins Free में कैसे लें? जानिए इसकी A-Z जानकारी

Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language (Updated)
Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language (Updated)

November 1887 mein Mahatma Gandhi Ji ne matric ki pariksha pass kar li. Aur January 1888 ko ek Bhavnagar ke Samaldas College mein dakhla liya jahan se unhone degree hasil ki.

Degree hasil karne ke baad Mahatma Gandhi ji London chale gaye. Aur wahan se unhone law ki degree hansil ki.

1894 ko Mahatma Gandhi ji ko kisi kanuni Vibhag ke sambandh mein South Africa Jana pada.

South Africa ke Aane ke baad

Ab mein ap ko Gandhi Ji ke sare Andolan ke bare mein btane ja rha hun. South Africa jaate hi jab unhone wahan ke halat dekhe to unse raha nahi gaya. Aur wahan unhone Disobedience Movement chlaya aur usko pura bhi kiya.

1916 mein Gandhi ji South Africa se wapas India mein aaye. To wahan pe dekha to hindustan mein bhi South Africa jaise halat chal rahe the.

Aur isi beech mein Mahatma Gandhi Ji ne Bharat mein bhi azadi ki tayyari karna shuru kar di.

1914-1919 mein jab First World War ho raha tha to. Gandhiji ne us samay British Sarkar se ek shart par unke saath kaam kiya.

Aur wo shart ye thi ke jaise hi world war khatam ho jayegi. British yani angreji sarkar Bharat ko chod denge.

Lekin world war khatam hone ke baad british sarkar yani angreji sarkar ne aisa nahi kiya.

Aur isi beech main Mahatma Gandhi ji ne bahut sare movement yani andolan kiye.

1920 mein jab Congress ke Bal Gangadhar Tilak ki maut hui. Toh uske baad Mahatma Gandhi ji Congress ke leader ban gaye.

Aur usi doraan unhone ek Andolan chalaya jiska naam rakha Non-Cooperation Movement.

1930 main unhone bahut sare Andolan kiye jaise ki Namak Satyagrah Andolan, Dandi March, Civil Disobedience Movement.

यह भी पढ़ें: 1100+ बोहत बढ़िया Best PUBG Clan Names सबके लिए (Updated)

Mahatma Gandhi in Hindi
Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language

1942 main Gandhi ji ne Bharat chhodo Andolan yani Quit India Movement chalaya.

Aur in sab ko jod kar 5 Andolan chalaye in mein se adhiktar Andolan safal bhi rahe.

1942 main Gandhi ji dwara chala gaya teesra sabse bada andolan chalaya.

Jiska naam tha Bharat Chhodo Andolan yani Quit India Movement jis ki shuruvat Mahatma Gandhi ji ne August 1942 ko ki.

Lekin kuch galtiyon ki wajah se ye Andolan zyada der chal na ska.


Uski wajah yeh bhi thi ke is Andolan mein jyada tar log student the Kisan the. Aur unke paas itna time nahi tha ki woh Andolan mein jakar jyada time beth sake.

Halan ki is Andolan se yeh baat toh British Sarkar ki aankhon mein saaf ho gayi. Ke ab zyada der tak hamara sikka Bharat mein nahi chal sakta hai.

Aur ab hamein yahan se nikalna hi hoga aur akhir kar 15 August 1947 ko Angrej Bharat chod kar chale gaye.

To chaliye Dosto ab hum Mahatma Gandhi ji ke baare mein social life ke baare mein jaan lete hain.

यह भी पढ़ें: 700+ Best Whatsapp Group Names जो कि 100% बढ़िया हैं

Social life of Mahatma Gandhi

Ab mein apko 10 lines on mahatma gandhi in Hindi btane ja rha hun.

Mahatma Gandhi Ji ko abhi Father of the Nation bhi kehte hain. Aur leader hone ke sath sath inki social life ek bahut hi sidhi sadhi thi.

Inki yahi wajah se log inko bahut jyada Izzat dete the. Unke hamesha Do hathyar hua krte the “Satya aur Ahinsa”.  

Aur inhi do hathyaron ki madad se Mahatma Gandhi Ji ne angrejo se Bharat ko Azad karaya.

Abolition of untouchability

Mahatma Gandhi Ji nee shut shat ko bhi door kiya. Aur in ke Char bete the Jinka Naam tha Harilal, Manilal, Ramdas aur Devdas.

Death of Mahatma Gandhi

30 January 1948 ko Nathuram Godse ne Mahatma Gandhi ji ko goli mari thi aur unki hatya kardi gayi. 30 अक्टूबर 1948 को, महात्मा गांधी की मृत्यु के घटना को समस्त देश के लोग गहरे दुःख के साथ थाe.

Mahatma Gandhi Ji ko teen Goli mari gayi thi aur uun ki maut ke baad Rajghat Delhi mein Unki Samadhi Sthal Banaya gaya.

Final Words

Toh dosto aaj k is article mein maine aapko bataya Essay on Mahatma Gandhi in Hindi poem.

Main umeed karta hun ki apko About Mahatma Gandhi in Hindi history aur Essay on Mahatma Gandhi in Hindi with complete information ke bare mein puri jankari bahut hi acchi lagi Hogi.

Agar Apke Pas koi bhi doubt hai ya phir koi bhi sawal hai jo aap hamse puchne chahte ho. 

To niche comment kark aap apna wo doubt ya phir question puch skte Hain.

Thanks.

FAQs

Q. Champaran mein mahatma gandhi kiski rachna hai?

Ans. Dina Nath Gopal Tendulkar

Q.Putlibai kiski mata thi?

Ans. Mohan Das Karam Chand Gandi.

Watch video

ये पड़ना ना भूलें

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *