How to Become a Pilot in India ki Puri Jankari Hindi mein

Last Updated: January 23, 2024 by admin

Kaise ho dosto! Agar aap how to Become a Pilot in India ya phir simply How to become a commercial pilot ya phir pilot banne ke liye kya karna hoga ke bare mein jan na Chahte hain. To aap bilkul sahi jagah par aaye ho. Kyunki is article mein hum aap ko bataenge ki how to become a pilot after 10th. Me bare mein Puri jankari dunga, and I hope, mere is article ki Masad se aap Pilot bhi ban jao.

Agar aap apni life mein Pilot banna chahte hain. Aur aapki life ka maqsad/aim, goal hai pilot banne ka. Lekin aap ko pata nahi chal raha hai ke Pilot kaise bane. To aap bilkul bhi tension mat lijiye kyunki ab aapki tension hamari tension hai. Aur haan is article ki madad se aap apna sapna bhi pura kar paoge.
 
Also Read: How to block SBI ATM card बिना bank जाए पूरी जानकारी
How to Become a Pilot in India
Pilot kaise bane
 
Jaisa ki hum sab jante hain ki pilot banna ek aisa career hai jis mein aap aasman mein ud sakte ho. Aur puri duniya ko apne neeche dekh sakte ho. Har koi chahta hai, Pilot Banna lekin unhe sahi rasta nahi dikhta hai. Aur usi ki wajah se wo apna sapna pura nahi kr pate hain. Toh chaliye jaan lete hain ke Kaise ap pilot ban Paige.

How to become a pilot in India – पायलट कैसे बने

India mein Pilot banne ki 2 easy types hoti hai. अगर आप पायलट बनना चाहते हो तो सबसे पहले आपको ये decide करना है के आपको कोनसा पायलट बनना है. उसके बाद ही आप application form fill कर सकते हो. 
 
अगर आपको आर्मी वाला पायलेट बनना है तो उसके लिए आप क्या करोगे. वो भी मैने नीचे बताए हुए है. और अगर आपको दूसरा पायलेट बनना है उसके लिए आपको क्या करना है. वो भी मैने नीचे बताया हुआ है विस्तार से.
 
1) Indian Defense Forces (Air Force)
2) Civil Aviation (Non-Military Aviation/ Commercial Pilot)
 
Also Read: How to check Jio balance – Jio balance check कैसे करें (पूरी जानकारी)
 
1) Indian Defense Forces (Air Force) 
 
Agar aap Defence Mein jaake apne sapne ko pura karna chahte ho. To wo bhi ap kar sakte ho aur yeh aapke liye ek better opportunity hai. Agar aap ke paas yeh hai Effective Intelligence, Reasoning Ability, Social Adaptability, Courage Stamina, etc. To Indian Defence Forces aap ke liye hi hai. Iske baare mein hum detail se jaan Lete Hain to baniye rahiye.

 

How to become Indian Air Force Pilot

How to become a pilot in India after 12th
Agar aap 12th Mein padh rahe ho toh aap NDA ka form Bhar sakte ho. Aur uske exam ki tyari kar ke exam clear karke direct Indian Air Force pilot Ban sakte ho.
अगर ऐसे देखा जाए तो एनडीए का एग्जाम जो है वह काफी मुश्किल होता है लेकिन अगर आप अच्छे से तैयारी करोगे तो जरूर इसको clear कर पाओगे.
 
Pilot banne ke liye aap ko 3 saal ki training di jayegi. Aur jaise hi aapki 3 saal ki training Khatam Hogi toh aap ek NDA station mein as a pilot kaam karoge.
 
Also Read: How to remove dark circles in Hindi | Dark Circles Kaise Hataye
 
How to become a pilot after graduation 
 
Agar aapne graduation complete kar li hai to aap CDSE, NCC and AFCAT ke through the Indian Air Force mein as a pilot Ban sakte ho. Is mein aapko bus entrance clear Karke medical exam or physical exam dena hoga toh uske baad aap select ho jaoge.
उम्मीदवार कैसे पायलट बनें:
  1. 10+2 पास होना जरूरी
  2. विमान परिचालन के लिए वैज्ञानिक योग्यता होनी चाहिए
  3. विमान परिचालन की परीक्षा उत्तीर्ण करनी होगी
  4. विमान परिचालन विभाग द्वारा मान्यता प्राप्त होनी चाहिए.
 
2) Civil Aviation (Non-Military Aviation/ Commercial Pilot) 
 

Civil Aviation Pilot Ek Non-Military Aviation/Commercial Pilot hota hai. Jis ke Paas Commercial Pilot certificate hota hai. Jo ki Directorate General of Civil Aviation (DGCA) se milta Hai.

Commercial Pilot banne ke liye aap ko bahut sari responsibilities leni hoti hai. Yani ke aapke upar bahut sari Jaane depend hoti hai. Agar aap Commercial Pilot banna chahte hain toh yeh bhi Ek best opportunity hai.

How to become a commercial pilot

Commercial Pilot banne ke liye 12th main PCM hona bahut zaroori hai. PCM ka matlab hota hai physics, chemistry, math. Aur agar aapne 12th mein PCM nahi liya tha to apko Physics aur Math National Institute ke kisi bhi Pilot training se training leni Hogi.

Also Read: How to lose weight in Hindi weight loss tips(Puri Jankari)

Commercial Pilot Exam 

Agar aap commercial pilot banna chahte ho toh 12th main aap ke 50% marks hone chahiye. Tabhi aap Commercial Pilot ban sakte ho. 12th Mein 50% marks lene ke baad. 

Apko written test, medical examination, and an interview clear karna hoga aur uske baad apko Pilot License milega. Pilot License lene ke liye in mein se kisi Ek Institute se aapko licence mil jayega.

● Indira Gandhi Rashtriya Uran Academy (IGRUA), Rae Bareilly
● Rajiv Gandhi Academy of Aviation Technology, Kerala
● National Flying Training Institute, Gondia
● Bombay Flying Club, Mumbai
● Ahmedabad Aviation & Aeronautics Ltd., Ahmedabad
● Madhya Pradesh Flying Club (MPFC), Indore
● CAE Oxford Aviation Academy, Gondia

Guys, agar ham commercial pilot course fees in India ki baat karein to iski fees 35 lakhs se lekar 40 lakh hai. Same cheezein ap how to become an air hostess ke liye bhi hain.

Final Words

Toh Dosto aaj k is article mein humne aapko bataya ki Pilot Kaise bane and how to become a pilot after 12th. Hum Umeed karte hain ki aapko how to become a loco pilot or commercial pilot ke bare mein puri jankari bahut hi acchi lagi Hogi.

Agar apke please phir bhi koi doubt hai toh comment kark aap apna wo doubt ya phir query puch skte hain. Aur agar aap ye chahte ho ki ye Jankari dusron tak bhi pahunche to is article ko aap share bhi kar sakte ho.

Thanks.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *