What is GST in Hindi? | GST details in hindi (Puri Jankari)

Last Updated: April 18, 2024 by admin

Agar aap GST in Hindi ya phir GST kya hai ya GST information in Hindi ke baare mein vistar se jaana chahte hain toh aap sahi jagah par aaye ho. Kyunki is article, main main aapko bataunga ki what is input tax credit in GST in Hindi aur what is outward supply in gst ki puri jankari dunga.

Toh chaliye dosto agar aap iski puri jankari lena chahte ho toh aap bane rahiye mere sath is article mein.

में आपको पूरी गारंटी देता हूं के मेरा ये article पूरा पड़ने के बाद आप जीएसटी के बारे में सब कुछ जान पाओगे. दोस्तो जैसा की हम सब जानते हैं के आज के दौर में डिजिटल इंडिया चल रहा है. और हमारी सरकार डिजिटल इंडिया बनाने के लिए पूरी कोशिश कर रही है.

और इसी बीच में एक बोहत ही महत्पूर्ण चीज भारत ने लाई है. उस बेहतरीन चीज का नाम है जीएसटी यानी के पूरे भारत में सिर्फ एक ही टैक्स लगाना. अगर आप एक business owner हैं या फिर अपना खुद का बिजनेस शुरू करना चाहते हो.

तो आपको जीएसटी के बारे में जानना बोहत ही ज़रूरी है. इसकी मदद से आपको सिर्फ और सिर्फ एक ही टैक्स भारत की सरकार को देना पड़ेगा. और पहले कि तरह जगह जगह टैक्स नहीं भरना होगा. चलिए जीएसटी क्या है इसके बारे में विस्तार से जान लेते हैं.

यह भी पढ़ें: 700+ Best Whatsapp Group Names जो कि 100% बढ़िया हैं

What is GST in Hindi? | GST details in hindi (Puri Jankari)
What is GST in Hindi? | GST details in Hindi (Puri Jankari)

GST kya hai | GST information in Hindi

GST ki full form “Goods and Service Tax” hoti hai. Jo ki 3 August 2016 ko pehli Baar Sansad mein iske baare mein baat hui thi. Aur 1 July 2017 ko yeh Bharat mein Lagu kiya gaya tha aur aj bhi zor-o-shor se chal rha hai.
Agar hum Hindi ki baat kare to GST ko hum Hindi mein “वस्तु एवं सेवा” kehte hain. और agar sarkar ki nazar se dekha jaye to GST dene wale logo ko bohat sari suvidhaye milengi.
Pehle Pehle yeh hota tha ki koi bhi product ya phir kisi bhi cheez par kayi tarah ke tax lagaye jate the. Lekin ab Sarkar ne yeh kaha hai ke GST ki madad se uus product mein sirf ek hi tax lagega.
Aur aapko koi aur tax nahi lagega aur na hi aapko koi aur tax dena hai kisi ko bhi. Ab sawal ye uthta hai, ki ek hi tax ka kya matlab hai?
Toh Dosto ek hi tax ka ye matlab hai ke aapka product Desh ke kisi bhi state ya phir jagah jaayega to usko bas ek hi tax bharna hoga. No ki ek bohat hi achi baat hai har ek business owner ke liye chahe wo chota ho ya phir bda.
हम सबको पता है जब जीएसटी आया था तो भारतीय लोगों को काफी ज्यादा परेशानी हुई थी लेकिन अब सब सही है.

Dosto ab main Umeed karta hoon ke aapko GST ke baare mein pata chal gaya hoga. Ki GST kya hai to chaliye ab types of gst in india ke baare mein jaan lete hain.

यह भी पढ़ें: Share Market in Hindi? जानिए A to Z पूरी जानकारी

Types of GST in India

Waise toh GST ki koi types nahi hoti hai. Lekin mera kehne ka matlab yeh hai ki GST aapke product ko do types mein lagaya jayega:
1) Kendra ki tarf se Lagaya jane wala GST yani Kendariye GST
2) Rajiya ki tarf se Lagaya jaane wala GST yani Parantiye GST 
Kendra ki tarf se Lagaya jane wala GST yani Kendariye GST. Aur Rajiya ki tarf se Lagaya jaane wala GST yani Parantiye GST main kuch jyada bada difference nahi hai.
Bas wo cheeze shamil nahi hongi jo ki GST k bahir rakhi hain. Ab wo konsi cheezein hongi, Inke bare mein aage btaunga.
Kendra ki tarf se Lagaya jane wala GST yani Kendariye GST sirf Kendra ki hi cheezon par lagega. Aur Rajiya ki tarf se Lagaya jaane wala GST yani Parantiye GST har tarah ki cheezon par lag sakta hai.
Ab ye sab cheezein janne ke baad dosto mein ab apko gst bill ke bare mein btata hun. Kyunki agar apko gst ka pta chal gya hoga to ab apko iske bill ke bare mein Janna bohat hi important hai.
To Chaliye Dosto ab gst bill benefits ke baare mein jaan Lete hain. Ke GST bill benefits kya kya Honge.
यह भी पढ़ें: जानिए कौन से आपके पास SBI atm near me है (पास वाले)

GST bill benefits

Dosto agar ap GST bill benefits ke bare mein janna chahte hain to GST Bill Benefits bohat sare hain jaise ki:-

1) GST lagu hone se TAX chori kam ho jaegi. Yani ke jo log TAX chori krte the aur btate the ke humne waha wahan tax bhra hai aur isi wajah se wo kam tax dete the. GST lagne ke baad ab wo aisa nhi krenge.

2) Jo log chota mota business karte hain unko GST ki wajah se bohat faida milega. Wo ab bs ek bar tax denge aur apna business ache se chlaenge.

3) GST lagne ki madad se log ab asani se apna saman ek jagah se dusri jagah bhej sakte hain wo bhi bina kisi ruqawat ke.

4) GST laagu hone ki wajah see kala dhan par bhi kafi asar pdega. Jisse hoga ye ke log ab jhutta business nahi Kar paenge. Aur agar wo aisa karenge to unko kafi problem face karni pad sakti hai government ki wajah se.

5) Ye lagu hone ki wajah se corruption mein bhi kaafi kami ayegi. Aur no log jhuta fraud bna Kar tax bhrte the agar ab wo pakde gaye. To unka pura business hi thap ho jaega.

Kewal business hi thap nahi hoga unko kayi aur dikkaton ka bhi samna karna pd sakta hai. Jese ki fine ho gya, jail Jana pad gya wagera wagera.

  1. विविध राज्यों में वसूली के अलावा एक ही कर स्वयंसेवकों पर
  2. व्यापार में कम प्रतिबंधों और सुधारों के लिए सुविधा
  3. अधिक टैक्स कमाने के लिए व्यापारों को प्रोत्साहित करने के लिए
  4. अधिक व्यवस्थापन के लिए व्यापारों को प्रोत्साहित करने के लिए.

यह भी पढ़ें: SBI ATM Pin Generation बिना bank जाए जानिए 4 methods

GST Registration

GST registration bohat hi aasan hai. Iske liye apko kuch steps follow krna hoga. Is k liye apko is website pr jana hoga. Website par jane ke liye ap yahan click kriye “GST“. Ab aap is website pr aa jaenge aur apko kuch is tarah ka interface dikhega.

What is GST in Hindi? | GST details in hindi (Puri Jankari)
What is GST in Hindi? | GST details in hindi (Puri Jankari)

Agar apko GST registration krna hai to niche scroll karke dekhiye. Wahan apko do options dikhenge yani ke TAX Payers ka aur dusra GST practitioners. Simply unpar ap register kar lijye aur apna naam address aadhar number dal dijye aur click kariye.

यह भी पढ़ें: 50+ Basic General Knowledge (Class 1-Graduate students के लिए)

Posts According to your Taste

Udyog Aadhaar kya hai? Udyog Aadhaar Benefits in Hindi
Mobile Se Paise Kaise Kamaye (5 Powerful Methods)
International Bank Account mein khata Kaise khole

Final Words

Toh Dosto aaj k is article mein maine aapko bataya GST kya hai aur GST information in Hindi dii aur iske bare mein bhi btaya GST in Hindi.

Main umeed karta hun ki aapko GST kya hai ya phir GST information in Hindi ya phir GST in Hindi ke bare mein puri jankari bahut hi acchi lagi hogi.

Agar apke pas koi bhi doubt hai toh niche comment kark aap apna wo doubt puch skte hain. Aur agar aap ye chahte ho ki ye Jankari dusron tak bhi pahunche. To is article ko aap zyada se zyada share bhi kar sakte ho.
Thanks.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *